Maa Baap... :)
Ishwar ne apne baad kisi ko banaya hai to vo hai Ma-Baap
Ghoomti hai
humari zindagi apne Ma-Baap ke charo taraf…
Bachpan se
aaj tak apka haath pakad kar chale hai hum…
Har
pareshani har musibaat se bachya hai apne…
Sahi Galat
ka fark samjhaya hai apne…
Har ek khwaish
ki puri humari…
Khada kiya
hume humre pairon par…
Sab khete
hai agar bhraman ghooma hai ya dekhna hai
To bas…
Apne
Ma-Baap ke chakar laga lo bhraman ke darshan ho jayenge…
Ishwar ne
apne baad kisi ko banaya hai to vo hai Ma-Baap
Muluk koi sa
bhi ho, dharm koi sab hi ho, jati koi se bhi ho…
Magar
Ma-Baap ka pyar unke bacho ke liye humesha ek sa hi rehta hai…
Hum kitne
bhi dur kyun na chale jayein magar Ma-Baap humari chinta karna kabhi nahi
bhoolte…
Ma.. Vo
humesha poochegi Kahana khaya ki nahi… sabh theek hai ki nahi…
Magar Baap…
Vo kabhi nahi pooch pate humse ki tum theek ho, koi takleef to nahi…
Magar dono
aap se utna hi pyar karte hai… pyar mein unke koi kami nahi hoti…
Bas dono ke
jatane ka tareeka alag hota hai…
Ma Baap ko
bas dena aata hai lena nahi…
Ishwar ne apne baad kisi ko banaya hai to vo hai Ma-Baap…
Comments
Post a Comment