Zindagii Ka Hissa
Khushi-Gam,
Pyar-Dhoka,
Haar-Jeet
Hasna-Rona…
Sab
zindagii ka hi to hisa hai…
Agar ye na ho
zindagii mei…
To zindagii
ke kya mayne hai…
Haar ke
baad Jeet aati hai…
Jeet ke
baad Haar bhi aati hai…
Jab kabhi
Haar, Dhoka, Gam miley to…
Yeh na
soochna ki zindagii khatam ho gayi hai…
Balki ye
socho ki aab to ek nayi zindagii chaloo hui hai…
Jisme…
Khushiyan,
Pyar, Jeet, Hasna sab kuch hai…
Khushi-Gam,
Pyar-Dhoka,
Haar-Jeet
Hasna-Rona…
Sab
zindagii ka hi to hissa hai…
Kabhi
zindagii mei HAAR na mana…
Zindagii!!
Comments
Post a Comment